Love Ghazal "Woh Payar Karta To"
Main qadren sab luta deti, woh aitbar karta toHan main sab luta deti, gar woh payar karta to
Udasi mujhe uski qat'an ganwara na thiMain ho jati ghayal, gar woh waar karta to
Main chun chun k phool barsati us parPer mere naam koiwoh bahar karta to
Ana py chot sehna dushwar to haiMain har jati agar woh takrar karta to
No comments:
Post a Comment