Sehra Urdu Poetry
Bahaar Kiya Abb Khiza'an Bhee Mujhay GaLey LaGaye Toh Kuch Na Paye
Main BaraG-e-Sehra Hoon Yon Bhee Mujhh Ko Hawwaa OrraAye To Kuchh Na PaAye
Main Pasttiyoon Meay Bhee Barra Khushh Hoon Zameen Key MaLbooss May Jurraa Hoo
MiSaaL-e-NaQasshh-w-Qadam Parraa Hoon Koie Mittaaye - To Kuchh Na PaAeye
Tamaam RasMeein Hee Torrh Dein Hein Kay Main Neay Aankheein Hee Phoorrh Deein Hain
Zamaaanaa Abb Mujh Ko MeaRa Aainaa Bhee DikhaAye To Kcuh Na Paye
Ajeeb Khuwaahish Heay Mereay DiL Meay Kabhii To Meri Sada Ko Sun Kar
Nazar JhukaAye Toh Khouf KhaAye Nazar UthaAye Toh Kuchh Naa Paeye
Key Mereay Ghar May Udaass Moassam Kee ShaaM Aaeye To Kuch Naa Paye
Tu Aashnaa Hai Naa Ajj'Nabi Teira Meira Piyaar Haey Sarr Sarii
MaGarr Yeh Kiyaa RaSam-E-Dostii Hay, Kay Tu Rootthh Jaye To Kucchh Na PaAiye
Ussay Ganwaa Kar Ussay Paanay Kaa ShouQ DiL Meay Yoon Heay
Key Jaissay PaAnii Peay DaiRaa-Saa Koie NaNaAye To Kuchh Naa PaAey..??
No comments:
Post a Comment