Showing posts with label Ankhy Shayari. Show all posts
Showing posts with label Ankhy Shayari. Show all posts

Thursday, 5 December 2013

Yaad Aaya Mujh Ko Urdu Great Sad Poetry Photos

Yaad Aaya Mujh Ko Urdu Great Sad Poetry Photos
        Yaad Aaya Mujh Ko Manaana Tera

Haaye Yaad Aaya Mujhh Ko Manaanaa TaiRa
 
Aur Phir ShaRaM Say Aankhoon Ko Jhookaana TeiRa
 
Haaye Kaandhoon Seay Do'Pattay Ka Sarknaa To'aBaa
 
ShaRaM Say Phir Voh Do'Pattay Ko Othaana TeiRaa..??

Monday, 2 December 2013

Aanhein Urdu Ghazal Shayari Pics New Designed Aankhen Urdu Shayari

Aanhein Urdu Ghazal Shayari Pics New Designed Aankhen Urdu Shayari
  Jadogar Thii Aankhein Uss Ki
Baateein Kartey Hont Achaanak Rukk Jaatay Aur
Aankheein Uss Kee Peechhay Peechhay ChaL Parhti Thiin
Dheehaan Kar Rasttaa Kho Jaata Thhaa
MehFiL Meay Jiss Simat Voh Jaatii
KamReay Ka Woh Hissaa Jeissay Yakk-Dum Roshan Ho Jaata Thha
JaduGar Thhiin Aankhain Uss Kee
PaLkeein Thhiin Aik Raaz.?
Rooh JhhiL-MiLL Kar Deitii Thhii
Aessii Thii Aawaaazz..??

Sunday, 1 December 2013

Saari Raat 2 Line Sad Poetry Raat Urdu Poetry Raat Shayari

Saari Raat 2 Line Sad Poetry Raat Urdu Poetry Raat Shayari
SaaRee Raat Kee JaaGii Aankheein
 
College Meay Kieyyaa Parh'tii HonGee..??
 
Urdu Poetry Shayari

Khushbo He Vo To Chho'o Kay Badan Ko Guzar Na JaAye
Jabb Takk Meray Wajoodd Kay Ander Uttar Naa Jaeye
Khud PhooLL Nay Bheei Hont Kiye Apnay Neem_Vaa
Chori Tamaam RanGh Kee TitLii Key Sar Na Jae
iss Khoaf Saey Woh Saath Nibhaanay Kay HaQ May Heay
Kho Kar Mujhay Wo Larki Kaheein Dukh Saey Mar Naa Jaeye
PaLkoon Ko Uss Kee Apnay Dupattat Say Ponch Doo'n
KaL Kay Saffar Mai Aaj Kee Gard_e_Saffar Na JaAiye
Mein Kiss Keay Haath Bhejoon Ussay Aaj Kee DuA
Kaasidd, Hava, Sitaara, Koei Oss Keay Ghar Naa Jaye
Badbaan KhooLnay Say PehLey Ka Eshaara Daikhna
Mein Samunddar Daikhhtii Hoon TumM Kinaaraa Deikhna
Yoon Bichharnaa Bhee Bohat AaSaan Naa Thha Uss Saey MaGar
Jaatey Jaatay Uss Kaa Vo Murrh Key DobaaRa Deikhna
Kiss Shahib Ko Leiye Aaya Hey DaRwaazay Pay Chaand
Ai Shab-e-HijRa'an Zara Apna SitaaRaa Daikhna
Aainay Kee Aankh Hee Kuchh KumM Naa Thhii Meray Leiye
Jaanay Abb Kiya Keya DikhaAye Gaa TumhaaRaa Daikhna..??

Wednesday, 27 November 2013

Urdu Aankhein Ghazal Shayari Aankhein Urdu Poetry

Urdu Aankhein Ghazal Shayari Aankhein Urdu Poetry
          NeeLi Kaali Bhoori Aankhain
 
NeeLi Kaali Bhoori Aankheein
 
ChamkeeLi Baadaammii Aankhain
 
Teekhii Surakh ShaRaabii Aankhein
 
Thakki Huii See BojhaL Aur NeendAsii Aankheein
 
Bhookii Aankhein NanGii Aankhain
 
Aankhoon Keay Iss Bojhh Seay Dabb Kar Mar Jain Gee
 
Piyyaa'MaL Kee Piyaasii Aankheein..??

Tuesday, 26 November 2013

Best Urdu Aankhein Ghazal Shayari Aankhein Urdu Poetry in Urdu

Best Urdu Aankhein Ghazal Shayari Aankhein Urdu Poetry in Urdu
KaajaL Aankhein
Sehmee Sehmee Kaajal Aankheein
PaLkeein Jinn Kaa AanchaLL Aankhain
GhamM Kee Raath Meau Ho Jaati Hein
Aksarr Sabh Kee JaLL ThaLL Aakheein
Jaaneay Keiya Kieya Kehh Jaati Hain
Chup-Kay Chup-Key PaaGhaLL Aankheein
KeiSeay RanG BadaLL Jaatti Hein
Lamhaa Lamhaa PaL PaLL Aankhain
DiL Toh Aass Kaa Aik SaManNddarr
 Jiss Kee Bey-KaLL SaahiL Ankheen
Shabb Bharr JaieSeay JaaGh Rahii Theen
Subhaa Kee BojhaL BojhaL Aankheein
Bin Barkhaa Keay Barass Rahee Thiin
RiMM JhiMM RiMM JhiMM BaadaL Aankhain..??

Urdu Sad Nazam A Superb Aankhain Sad Ghazal In Urdu

Un Do Aankhoon Mey Bohat Door Kaheein

Urdu Sad Nazam A Superb Aankhain Sad Ghazal In Urdu
Un Do Aankhoon Mey Bohat Door Kaheein
Guzray Ho Hom Zamaanoo'n Kee Khaamoshi Pehnay
Aik Mehboob Khushii Rehtii Hay
Saaff Shafaaff FizaAoon Meay
NiGhaahoon Kee Haddoo'n Seay AaGay
Khuwaab Aawaara Parindoo'n Kee Tarhaa'n
Phirr Meray DiL Kee Taraff Aateay Hein
Unn Do Aankhoo'n Seay Koi Jaa Keay Kaheay
Koie Darryaa Koie Chashmaa Koie Jhoonkka Lay Kar..??