Showing posts with label Raath Shayari. Show all posts
Showing posts with label Raath Shayari. Show all posts

Sunday, 1 December 2013

Saari Raat 2 Line Sad Poetry Raat Urdu Poetry Raat Shayari

Saari Raat 2 Line Sad Poetry Raat Urdu Poetry Raat Shayari
SaaRee Raat Kee JaaGii Aankheein
 
College Meay Kieyyaa Parh'tii HonGee..??
 
Urdu Poetry Shayari

Khushbo He Vo To Chho'o Kay Badan Ko Guzar Na JaAye
Jabb Takk Meray Wajoodd Kay Ander Uttar Naa Jaeye
Khud PhooLL Nay Bheei Hont Kiye Apnay Neem_Vaa
Chori Tamaam RanGh Kee TitLii Key Sar Na Jae
iss Khoaf Saey Woh Saath Nibhaanay Kay HaQ May Heay
Kho Kar Mujhay Wo Larki Kaheein Dukh Saey Mar Naa Jaeye
PaLkoon Ko Uss Kee Apnay Dupattat Say Ponch Doo'n
KaL Kay Saffar Mai Aaj Kee Gard_e_Saffar Na JaAiye
Mein Kiss Keay Haath Bhejoon Ussay Aaj Kee DuA
Kaasidd, Hava, Sitaara, Koei Oss Keay Ghar Naa Jaye
Badbaan KhooLnay Say PehLey Ka Eshaara Daikhna
Mein Samunddar Daikhhtii Hoon TumM Kinaaraa Deikhna
Yoon Bichharnaa Bhee Bohat AaSaan Naa Thha Uss Saey MaGar
Jaatey Jaatay Uss Kaa Vo Murrh Key DobaaRa Deikhna
Kiss Shahib Ko Leiye Aaya Hey DaRwaazay Pay Chaand
Ai Shab-e-HijRa'an Zara Apna SitaaRaa Daikhna
Aainay Kee Aankh Hee Kuchh KumM Naa Thhii Meray Leiye
Jaanay Abb Kiya Keya DikhaAye Gaa TumhaaRaa Daikhna..??

Saturday, 9 November 2013

Ek Adhuri DUA Urdu Design Poetry Shab Ki Dehleez 2014 Urdu Poetry

Ek Adhuri DUA Urdu Design Poetry Shab Ki Dehleez 2014 Urdu Poetry
        Aik Adhoorrii DUA

Shabb Kee DehLeez Par Maandh Hotay Hotay
 
Har Sitaaray Nay Dakhaa UsSayy
 
Raat Rotay Howayy
 
Aanso'Aon Kii Nammii BheeeGay Rukhh'Saar Par
 
Sar Sey Dhankkiii Huvii Sabaz Sii Aorrhhnii
 
Maatmii Hay Fizaa Iss Kay SinGhaar Par
 
Taaakk Raato'on Mey Uss Nay Hai Dhoonddaa Bohat
 
JiSs Ko Shidat Say Uss Nay Bhee MaanGaa Bohat
 
Aik Adhoorii Sii DuAa
 
Zaid Uss Say Gumm Gayee..??