Showing posts with label Jurm Shayari. Show all posts
Showing posts with label Jurm Shayari. Show all posts

Thursday, 5 December 2013

ZindaGi Shayari New ZindaGi Shayari ZindaGi Urdu Poetry

ZindaGi Shayari New ZindaGi Shayari ZindaGi Urdu Poetry
      ZinDaGi

Zindagee Jabar MuSaLSaL Kee TarHaa'n Kaatti Hay

Jaanay Kiss Juram Kee PaAii Hai Sazaa Yaad Naheein..??

Urdu Sad GhazaLs

Ujrray Huway Harrappa Key Aasaar Kee Tarhaan
 
Zinda Hein LoG WaQatt Kee Raftaar Kee Tarahaan
 
Keya Rehna Aeisay Shehar Meay Majbooriyun kay Saath
 
Bikktay Hein LoG Shaam Ke Akhbaarr Kee Tarha'a
 
Bachoon Kaa Rizk Mout Key Juwey Meay Rakh Dieyaa
 
Circus Maey Koodtay Huwey Fankaar Kee Tarahaan
 
Waaday Zarooratoon Keee Nazar Kar Dieye Gaye
 
Rishttay Hein Saaray Reit Kee Deewaar Kii Tarha'an
 
Dost Merey Wajood Ko Sangsaar Karttey WaQatt
 
ShaamiL Thha Saara Shehar Aik Tehwaar Keei Tarhaan..??

Monday, 2 December 2013

Sad GhazaLs Sad Urdu GhazaL Poetry And Shayari Dasht O Darya

Sad GhazaLs Sad Urdu GhazaL Poetry And Shayari Dasht O Darya
Dashat-O-Daryaa Say Guzarna Ho Kay Ghar Mey Rehnna Ho
Abb Toh Harr HaaL Mey Hay Hum Ko Safar Mey Rehna
DiL Ko Harr PaL Kissi Jaadoo Key Asar May Rehnaa
Khud Seay NikLay To Kissi Aur Kay Darr Meiy Rehna
Sheher-e-Gham Daikh TeiRi Aab_O_Hawwaa KhushaQ Naa Ho
Raas Aata Hay Ussay Deedaa-e-Tarr Mein Rehna
FeisLay SaaRey Ussi Key Hain HaMaaRi Baabat
Akhtiyaar Apna Buss itnaa Kay Khabar May Rehnna
Toottnaa Yoon Toh MuaQddar Hai MaGar Kuch Lamheay
PhooLoon Kee Tarhaan Muyyasar Ho Shajar Mein Rehna
Ta'aer-r-Jaan Kay Guzarnay Sey Bara Saanihaa Hai
ShoaQ-e-Parwaaz Kaa Toottay Huwway Par Mey Rehna..??

Wednesday, 27 November 2013

Nafrat Hai Tum Se Nafrat Shayari Nafrat Shayari in Urdu

Nafrat Hai Tum Se Nafrat Shayari Nafrat Shayari in Urdu
Nafrat Hai TuM Sey

Nafrat See Ho Gai Abb To Mujhh Ko Tere Naam Sey
Nafrat Sii Ho Gayee Hai Abb To Mujhh Ko Subh-O-Shaam Seay
,,
Naheein Achhaa LaGttaa Mujhh Ko Koei Tera Naam Laineay WaaLaa
Naheein Achhaa LaGttaa Mujhh Ko Koei Wafa Kaa PaiGhaam Deiney WaLaa
,,
Piyaar Mein Kabhee Bhee Naa Doobna TuM itnaa TuM Mereay Yaar
Piyaar Meay Kabhee Bhee Hadd Sey Naa Guzarna TuM Mereay Yaar
..
DUA Hai MaiRi Shaahed ALee ZinDaGee Kaa ChiRaaGh Abb GuL Ho
DUA Hai MaiRi Laikin Koei Tujh Saa Be-wafa Har'Gizz Naa Ho..??