Showing posts with label Saza Shayari. Show all posts
Showing posts with label Saza Shayari. Show all posts

Thursday, 5 December 2013

Us K Chehre Par Chehra Poetry Chehra Urdu Poetry Chehra Shayari

Us K Chehre Par Chehra Poetry Chehra Urdu Poetry Chehra Shayari
     Us K Sard Chehre Par
 
Har Kissi Key Chehrey Par
 
Aik Ziyyaa Sii Hotii Hay
 
Rukhh Kay Aik Hissay Mey
 
Hussan Kay ELaAeQay Maey
 
Aik Udaasi Hotii Hai
 
Uss Ko Main Nay Daikhhaa Thhaa
 
Garam Khomhino Maey
 
Aik Khushii Kee MehFiL Maey
 
Shehar Kay Makeenoon Mey
 
Ek TaRaf Kharray Tanhaa
 
Jiss TaRaf Ko Rastey Thhay
 
Jinn Kay Saath GaLiyaan Thhiin
 
Jinn Meay LoG Basstay Thhey
 
Be-Kashish Makaanoo'n Maey
 
Jeissay Chaand Raatein Theen
 
Uss Keay Sard Chehray Par
 
Khush-Gawaar Aankheein Theein..??

Tuesday, 12 November 2013

Urdu Sad Dream And Wish Poem Photos 2014 Urdu Poetry

Urdu Sad Dream And Wish Poem Photos 2014 Urdu Poetry
Ab Jo Gaye To

Kuchh Khuwaab, Kuchh Tehreerain
Channd Khuwahishein, Be'Maanii JumLayy
Yeh Hai Mera KuLL AsaaSaa
SuNo MuSaaFirr..
Tum Abb Kay Jaatay
Yeh Sabh AsaaSay SanGh Laitay Jaanaa
Raah May Kaheeen Jo Daikho
Koii Behtaa Daryaa
Koii JaLtaa Sehraa
Yaa Kisii Waadii-e-Khaamosh Mey
Sar JhuKaaye Koii Neeem Jaan Saa Pairrh Podaa
Meray AsaaSoo'n Kii Yeh Bhaarii
Waheein Kaheeiin DaFnaatay Jaanaa
Abb Jo Gaye To
Phirr Iss Shehar Mai Mat Loat Kay Aanaa..??

Monday, 4 November 2013