Showing posts with label Khuwab Shayari. Show all posts
Showing posts with label Khuwab Shayari. Show all posts

Monday, 2 December 2013

Urdu Dream Ghazal Dream Urdu Shayari

Urdu Dream Ghazal Dream Urdu Shayari
    Aik Khuwaab MiLa Hum Ko Ta'abeer Naa MiLL PaAii
HaaLaat BadaL Saktay Woh TaddBeer Na MiLL PaAii
Aik Khuwaab MiLLa Hum Ko Ta'abeer Naa MiLL PaAii
Be-Dard ZaMaaNaa Thha, Be-Dard Mohabbat Thii
Raanjhay Kee Tarhaan Roye Par Heer Naa MiLee
Jo "DiL" Ko Sakoon Daitee Har Dard BhooLaa Daitee
Nazroon Ko Koe Aesi Tasweeer Naa MiLL PaAii
ZindaGii Kay Har KheL Mey HuM HaaReay
Har Dard MiLa HuM Ko TaQseer Naa MiLL PaAii..??

Tuesday, 12 November 2013

Urdu Sad Dream And Wish Poem Photos 2014 Urdu Poetry

Urdu Sad Dream And Wish Poem Photos 2014 Urdu Poetry
Ab Jo Gaye To

Kuchh Khuwaab, Kuchh Tehreerain
Channd Khuwahishein, Be'Maanii JumLayy
Yeh Hai Mera KuLL AsaaSaa
SuNo MuSaaFirr..
Tum Abb Kay Jaatay
Yeh Sabh AsaaSay SanGh Laitay Jaanaa
Raah May Kaheeen Jo Daikho
Koii Behtaa Daryaa
Koii JaLtaa Sehraa
Yaa Kisii Waadii-e-Khaamosh Mey
Sar JhuKaaye Koii Neeem Jaan Saa Pairrh Podaa
Meray AsaaSoo'n Kii Yeh Bhaarii
Waheein Kaheeiin DaFnaatay Jaanaa
Abb Jo Gaye To
Phirr Iss Shehar Mai Mat Loat Kay Aanaa..??